Barsaat Ke Din Aaye Mp3 Song Download
Barsaat Ke Din Aaye Lyrics
barsaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
betabiyo ke sharaare bichhe hai
ye saawan ki rimjhim jhadi hai
kadam bekhudi me behakne lage hai
ye madhoshiyo ki ghadi hain
barsaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aayejalte rahe hum khayalo ke lau se
sahi humne barso judaai
cham cham barasti suhani ghata ne
ajab si agan hai lagaai
barsaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aayena tum hosh me ho na hum hosh me hai
behak jaaye na tum sambhalo hume
gujarish yahi hai tamannao ki
sanam baajuo me uthalo hume
jasbaat ke din aaye mulakaat ke din aaye
hum soch me the jinke us raat ke din aaye
barsaat ke din aaye barsaat ke din aayedeewani deewani jawani mastani
garm saanso me tufan hai
deewana deewana sama hai deewana
zara si chahat bhi beimaan hai