Me Bhi Roza Rakhunga Ya Allah Mp3 Kalam download
Me Bhi Roza Rakhunga Ya Allah Lyrics
Main b rozy rakhunga ya Allah taufeeq dy
Namazen parhne jaaunga Ya Allah taufeeq dyMain b to musalma hun chota sa hun lekin
Hukam tera ya rab merey liye b haiMan samaa ramdhana imaanan wa ikhtesaba
Man Qama ramdhana imaanan wa ikhteshaba
Ghufira lahu maa taqaddama min zambihi
Ya Allah taufeeq dyRozy agar momin rakhey sawab ki niyat sy
Taraweekh agar momin parhe sawab ki niyat syMitten gunah uske pichhle sary
Ye parwana ya rab mere liye b haiMain bhi rozy rakhunga ya Allah taufeeq dy
Namazain parhne jaaunga ya Allah taufeeq deyZikr-o-tilawat sy khudaya qurb tera paon
Zod-o-sikhawat sy khudaya lutf tera paonNekiyon ka mausam hai yeh kyun na hissa dalun
Jannat ka soda ya rab mery liye b haiMan samaa ramdhana imaanan wa ikhtesaba
Man Qama ramdhana imaanan wa ikhteshaba
Ghufira lahu maa taqaddama min zambihi
Ya Allah taufeeq dy