The post Ek Pyaar Ka Nagma Hai Mp3 Song Download appeared first on Mp3-Music.
]]>Ek Pyaar Ka Nagma Hai Lyrics
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani haiEk pyar ka nagma hai
Maujon ki rawani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma haiKuchh pa kar khona hai
Kuchh kho kar pana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se Ek umar churani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma haiTu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinara hoon
Tu mera sahara hai
Main tera sahara hoon
Aankhon mein samandar hai
Aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuchh bhi nahi
Teri meri kahani hai
Ek pyar ka nagma hai
The post Ek Pyaar Ka Nagma Hai Mp3 Song Download appeared first on Mp3-Music.
]]>