Shikwa Nahin Kisi Se Mp3 Song Download
Shikwa nahin kisi se
Kisi se gila nahin
Shikwa nahin kisi se
Kisi se gila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Hum ko mila nahin
Shikwa nahin kisi se
Kisi se gila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Hum ko mila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Hum ko mila nahin
Tu mil saka na hum ko
Tasalli to mil gayi
Tu mil saka na hum ko
Tasalli to mil gayi
Aayi bahaar shaakh pe
Kali bhi khil gayi
Aarmaan tha hum ko jiska
Woh gul khila nahin
Aarmaan tha hum ko jiska
Woh gul khila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Hum ko mila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Hum ko mila nahin
The post Shikwa Nahin Kisi Se Mp3 Song Download appeared first on Mp3-Music.
]]>