Kya Chahiye Tumko
Zara Bol Ke Bata
Chand Tare Na Mangiyo
Tere Naam Hai Aasmaan
Kya Chahiye Tumko
Zara Bol Ke Bata
Chand Tare Na Mangiyo
Tere Naam Hai Aasmaan
Kya Bunglow Kya Gaadi Baby
Tere Pyar Mein Main Toh Meri
Jaan Gawa Dunga
Shah Jahan Main Tera
Mumtaz Ban Jaa
Tere Naam Main Baby
TajMahal Kara Dunga
Saha Jahan Main Tera
Mumtaz Ban Jaa
Tere Naam Main Baby
Taj Mahal Kara Dunga
Agra Nahi Toh
Delhi Mein Banwa Dunga
Tere Naam Main Baby
TajMahal Kara Dunga