Teri Aadat Mp3 Song Download
Teri Aadat Lyrics
Tu door hua hai jabse
Mann baawra kyun tarse
Raahein agar yeh juda thi
Kyun saath tha ek umar seTeri aadat jo lagi hai
Usse kaise main bhulaun
Yeh kahani mere dard ki
Kisko jaake sunauTu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main ab seTeri tadap mein waqt ka katra
Lagta hai dariya kyun mujhe
Shart bata de ya phir saza de
Hai kya raza bayaan kar mujheKaise juda ho jaaun
Dekha tujhe hai qurbat se
Raahein agar yeh juda thi
Kyun saath tha ek umar seTeri aadat jo lagi hai
Usse kaise main bhulaun
Yeh kahani mere dard ki
Kisko jaake sunau