Waada Mp3 Song Download
Waada tha har raat ka
Umar bhar saath ka
Tu aaya nahi saajna
Waadon ka kya hua
Waadon ka kya hua
Jo mere kuch karz the
Tere bhi kuch farz the
Tumhi toh humdard the
Waadon ka kya hua
Waadon ka kya hua
Bewajah ishq mein sanam
Hum yoonn na jalte
Humko pata jo hota
Ishq na karte
Tune kaha tha aayega
Mujhe bhi intzaar tha
Tha mausam barsaat ka
Waadon ka kya hua
Waadon ka kya hua
Teri bewafaai ka agar
Shikva na karte
Dard dilon ke sanam
Kam kaise karte
- Khairiyat Mp3 Song Download
- Cham Cham Mp3 Song Download
- Sau Fikr Mp3 Song Download
- SAKHIYAAN Mp3 Song Download
- O Saathi Mp3 Song Download