Dare Nabi Par Para Rahon Ga Mp3 Naat Download<\/strong><\/p>\n Dare Nabi Par Para Rahon Ga Lyrics<\/strong><\/p>\n Dar-e-Nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga Khilafe maashooq kuch huwa hai, na koi aashiq se kaam hoga Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga<\/p>\n Kiye hi jaoon ga arz matlab, milega jab tak na dil ka matlab Jo dil se hai ma\u2019il-e-payambar, yeh is ki pehchan hai muqarrar Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga<\/p>\n Isi tawaqqo pe ji raha hoon, yehi tamanna jila rahi hai Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga Dare nabi par para rahoon ga, parre hi rehne se kaam hoga<\/p><\/blockquote>\n
\nKabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga<\/p>\n
\nKhuda bhi hoga udhar bhi aye dil, jidhar woh aali maqam hoga<\/p>\n
\nNa shaam e matlab ki subha hogi, na yeh fasana tamam hoga<\/p>\n
\nKe har dam is be nawa ke lab par, durood hoga salam hoga<\/p>\n
\nNigahe lutfo karam na hogi, to mujh ko jeena haram hoga<\/p>\n
\nKabhi to qismat khule gi meri, kabhi to mera salam hoga<\/p>\nDare Nabi Par Para Rahon Ga Mp3 Naat Download<\/strong><\/h2>\n