Meri Ulfat Madiney Se Mp3 Naat Download<\/strong><\/p>\n Meri Ulfat Madiney Se Lyrics<\/strong><\/p>\n Meri ulfat Madine se youn hi nahi arsh e azam se jis ki barri shaan hai phir mujhe maut ka koi khatra na ho Sarware do jahaa se dua hai meri jab nazar sue taiba rawana hui
\nMere aaqa ka rouza Madine mein hai
\nMein Madine ki jaanib na kaise khinchu
\nmera deen aur dunya madine mein hai<\/p>\n
\nroza e mustafa jis ki pehchaan hai
\njis ka humpalla koi muhalla nahi
\neik aisa muhalla Madine mein hai<\/p>\n
\nmaut kya zindagi ki bhi parwa na ho
\nkaash sarkar eik baar mujh se kahein
\nab tera marna jeena Madine mein hai<\/p>\n
\nHan bado chashmey tar ilteja hai meri
\nUn ki feh-rist mein mera bhi naam ho
\nJinn ka roz ana jaana Madine mein hai<\/p>\n
\nsaath dil bhi gaya saath jaan bhi gai
\nmain muneer ab rahoon ga yahan kis liye
\nmera saara asasa Madine mein hai<\/p><\/blockquote>\nMeri Ulfat Madiney Se Mp3 Naat Download<\/strong><\/h2>\n