Zara Yaad Kar Mp3 Song Download
Zara Yaad Kar Song Lyrics
zara yaad kar
zara yaad kar
zara yaad kar
mere ham nafas
mera dil jo tum pe nisar tha
zara yaad kar
mere ham nafas
mera dil jo tum pe nisar thawo dara dara sa jo pyar tha
tere shokh qadmoon ki dhool thi
mera b dil beqarar tha
zara yaad kar
zara yaad kar
zara yaad kar
mere ham nafas
mera dil jo tum pe nisar thamera gham to hai gham e mubtila
main jiya magar main jiya nahi
tera gham hai teri nidaamaten
tera gham hai teri nidaamaten
tu jiya magar tu mara nahi
tujhe umar bhar ki saza mili
tera jurm jurm e farar tha
tera b dil beqara tha
zara yaad kar
zara yaad kar
zara yaad kar
mere ham nafas
mera dil jo tum pe nisar thawo ghuti ghuti c navaaye dil
meri aah e dard ka saaz thi
jo parhi thi ashkon ne toot k
kisi be khuda ki namaz thi
jise ro diya hai zara zara
meri be basi ka fashar tha
tera b dil beqara tha
zara yaad kar
zara yaad kar
zara yaad kar
mere ham nafas
mera dil jo tum pe nisar tha
You May Love To Download:
- Rab Na Kare Ke Ye Zindagi Kabhi Kisi Ko Daga De Mp3 Song Download
- Teri mitti me mil javan Mp3 Song Download
- Rusya Na Kar Mp3 Song Download
- Ja Bewafa Ja Hame Pyar Nahi Karna Mp3 Song Download
- Hum Jante Hai Tum Hame Barbad Karogi Mp3 Song Download