Tumse Milna Baatein Karna Mp3 Song Download
Tumse Milna Baatein Karna Song Lyrics
Mm hm hm hm hm
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai – 2
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta haiTumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta haiTeri chhoti chhoti baat, teri har ek mulaaqaat
Tadpaaye mujhko lamha lamha tera saath
Lamha lamha tera saath
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta haiBaheke baheke mere din, maheki maheki meri shaam
Kore aanchal pe sada main to likhoon tera naam
Main to likhoon tera naam
Kya hai yeh, kyoon hai yeh, kya khabar
Haan magar jo bhi hai, bada achchha lagta hai
Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta haiTumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai
You May Love To Download:
- Tumse Pyar karke Mp3 Song Download
- Ankhein Mili Mp3 Song Download
- dil mera chahe jab bhi tu aaye Mp3 Song Download
- Tujhe Kitna Chahne Lage Mp3 Song Download
- Thoda Thoda Pyar Hua Tumse Mp3 Song Download